Wo bewfa nikle

Wo bewfa nikle
Wo bewfa nikle to kya hua, kuch dino ka saath to nibhaya tha, Tadapta hua chhod gaye to kya gila, Tadapna bhi to usi ne sikhaya tha.
  

Jan, 25 2012     132 chars (1 sms)     1107 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Unse najar kya mili rosan fizain ho gyiAj Jana pyar ki Jadugari kya chij heHum labo se keh na paye un se hal-e-Dil kbhi Or vo samje nhiK khamosi kya chij he
pathzad ko apnate hai log yaha koi nahi hai hume chahane wala jahan dekha waha hariyaali paaya bas apne kadmonke niche banzar zameen paaya
Kash samajte wo is dil ki tadap ko, to yu na hume rusva kiya hota, aapki ye berukhi bi manzoor ti hume, bas.. 1baar hume samaj to liya hota.
Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukahati hai. Jub bhi Wafa ka naam lete hi, hume ek bewafa ki yaad Aati hai.
Ishq ke Bag main ek hi to phool khilaWoh bhi Sookh gaya is fasane mainKya karenge hum Yahan par AkeleAbhi to Zamana hai Bahar Aane main.
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Muhabbat Ki Saza Bay Misaal Di Us NE Udas Rahni Ki Adat Daal Di Us NE Jab Mare Jism Per Wo Apne Zakham Daikh ChukkaTo Jaan Bhooj Kar Kantoo Ki Shal Daal Di Us NE
khawab 1,mushkile hazar he Tanhayi-gam mere jiwan bhar k yar he Ab to dil maut k lie b taiyar hai kyoki is jiwan me sirf 1 bewafa se pyar he
Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye.
Na rahi aaj wo apni kahani, na wo hasin din na wo rate suhani, phir bhi hame aziz he apki har nishani chahe dil ka wo dard ho ya ankh ke pani
Hotho pe hasi khil rahi thi, Aakho me dard soya tha jamane walo ko kya pata k ye Aaj hasnewala kal kitna ROYA tha..!
Har Udaasi Dil Par Chayi Hui, Har Khushi Hai Mujse Ghabrai Hui, Aur Kya Rakha Hai Zindagi Ke Daaman Me, Chand Kaliya Hai Vo Bhi Murjhaai Hui