Aakhon mein tera

Aakhon mein tera
Aakhon mein tera aks utar lenge, khushi tujhe dekar gam udhar lenge. Tere jaane ke baad ayegi teri yaad, tere khayalon mein hi waqt gujar lenge!!
  

Jan, 27 2012     145 chars (1 sms)     1217 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

DOOR UFAQ PAR SHAAM UTAR AAI, UNKI YAAD DIL ME UTAR AAI, YAAD UNKI AAI JAISE KHILE PHOOL KOI, YAAD UNKI AAI JAISE SUBHA MUSKURAAI,
Gulshan ki faaqat phooloN se nahiN kaaTon se bhi zeenat hoti hai jeene ke liye is duniya meiN gham ki bhi zaroorat hoti hai
Jab hame unse mohabbat thi, Tab unhe hamari Mohabbat par shak tha. Jab unhe ehsaas hua hamari Mohabbat ka tab hum per kisi aur ka hakk tha...'
Kya khta h hamari bata dijiyeab or drd hume na dijiye Q krte ho katal ki baat,hum khud hi mar jyenge bus apni mohabat ka ILZAAM laga dijiye
Chatri K BhrosePe Nikl AyeThe GhrSe,Malum N Tha Pani Guzr Jyga SarSe,In Surkh Gulabo Me Mera Khun He Samil,Me Kese Chaman Chhor Du Mali k Dar Se
Waqt guzrega hum bikhar jayenge, kon jane hum kidhar jayenge. Hum apki parchayi hai yaad rakhna, jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge
Chaar tinke jala ke kya mil gaya Mit sakana zamane se mera nishaan, Mujhpe bijli girao to jaanu sahi Aashiaan par girane se kya faaida Bhoolne waale se koyi keh de zara is tarah yaad aane se kya faaida, Jab mere dil ki duniya basaati nahin phir khayaalon mein aane se kya faaida
Dil Ko Adat Si Ho Gai Hai Chot Khane Ki, Bhigi Palko Ke Sang Muskrane Ki, Kash Anjam Hum Pehle Se Jaan Jate, To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki
Har Dhadkan Me Ek Raaz Hota Hai, Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai, Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki, Har Kisi Ko Apane Pyaar Par Naaz Hota Hai
Itna kuch khoya ki hume paana na aaya, Pyar kiya to jatana na aaya. Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein who, Kasoor humara tha jo hume unke dil mein samana na aaya.
Gile kagaz ki tarah he zindagi apni,Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi,Is kadar akele ho gaye he aaj kal,Koi satata bhi nahi or manata bhi nahi.!
zakhm sah letey hain..honthon ko see letey hain zindagi jaisi bhi dey ...usey khushi se jee letey hain tu hamein apney hathon sey pila na pila aey saaki peeney waley to teri ankhon sey peee letey hain!