Apni Khwaiso k

Apni Khwaiso k
Apni Khwaiso k Lie Wo Mera Istmal Kare,Hm Khus hokr Unka Khyal Kre,Zarurt Puri Hojae To wo Hme Chhor Kar Kehete,Hum Kyu Tumse pyr Kre?
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     865 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ek aur raat chali gayi zindagi se, Ek aur din aa raha hai zindagi me; Yeh mat socho ke kitne lamhe hai zindagi me, Yeh socho ke kitni zindagi hai har lamhe me.
Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi
Badi aasani se__DIL_lagaye jaate he.Badi muskil se__VAADEnibhaye jaate he.Le jaati he,__MOHABBAT un raho par jahan Diye nahi sirf__DIL_jalay jaate he.
Ruuth kar tum mujhe bhulane lage, Itne durr hue ke bahut yaad aane lage, Kaise bhuladu tumhe ek pal mein, Jab tujhe pane mein mujhe zamane lage….
vishwas banke log zindegi me aate hai,khwab banke aankhon me sama jate hai.pehle to ye yakeen dilate hai ki bho hamare hai,phir na jane kyon tanha chor jate hai.
Waqt hai badla aur badli si kahani hai,Sang mere hasin palo ki yaade purani hai,Na lagao mere jakhmo par marham,Mere paas uski bas yahi ek aakhri nishani hai.
Sab ne Chaha k hum na mile,humne Chaha ke une gam Na Mile,Agar kushi Milti hai une Humse Juda Ho Kar,To Dua hai ki us mehbuba ko Hum Na Mile..!!
agar yeh zid hai k dua salam na ho to us raah se guzro jo rahein aam na ho suna hai mohabbat mai log marte hai khuda kare mohabbtein tumhare naam na ho.......
Be-wafaii ka boojh le kar jiya, Magar ek armaan hai iss dil ka, Jab me maru to mile kafan sab se halka, Tu daal dena saaya apne aanchal ka.
Galat nahi ke zamane main lajawaab hain hum Samajh sake na koi, woh kitaab hai hum
Pyar me Ye Kaisa Tohfa De Dia,Muzko Gam Ne Pathhar Bana Dia,Teri Yado me Kat Gyi Ye Umar Hmri,Sirf Kehta Rha Ke Tuzko Kab ka Bhula Dia
Jo gham hai mere dil mein, kaise bayaa karu dhoop bhi jab sard ho to dil ghabraata hai dikhta nahi jo jakhm, use kya dawaa karu, hamdard ko jab dard ho to dil ghabraata hai