Nazar chahti hai

Nazar chahti hai
Nazar chahti hai Deedar karna Dil chahta hai Tum se baat karna Kya sunaon apne Dil ka Aalam Mere Naseeb mai likha sirf Tera Intizaar karna.
  

Jan, 25 2012     139 chars (1 sms)     1581 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Sanson ka pinjra kisi din toot jyga Fir musafir raste me choot jygaAbi waqt hai yad kr liya karo Kya pta meri zindgi ka dhaga kb toot jyga.
ye khuda unhe hamesha jitana hum to kayee baar haare ek haar aur sahi magar unki jeetane ki aadat banaye rakhna
Mere Marne Ke Baad Mere Dil Ko Nikaal Lena, Kahin Woh Bhi Naa Jal Jayen Jo Dil MeinRahte Hain
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hume kisi se pyaar nahi, kismat ne sab kuch diya hume, sirf diya hamara woh yaar nahi.
Bus 1 Zara Khayal Is Dosti Ka Tha Wrna Bohut Gila Teri Be Rukhi Ka Tha Mujh Ko Lga Mai B Teri Zindgi M Hoon Par Ye To Koi Dhoka Meri Saadgi Ka Tha
Sochta hu ye pyar ka pagalpan chhod du,Dilka rista 1hi pal me tod du,Hame to bas ye Samaj Me nhi ata,Ki tute hue is dilko aur kitna tod du…
Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
Kuch pal ke lamhe ab k saal me hai, ham unke or wo mere khayal me hai, tanha the pehle ham beparwah thi zindagi, ab fikar lagi rahati haiwo kis haal me hai.
Agr milega waqt to btaenge unko,Unke diye zakhm bhi dikhaenge unko,Unki yeh bhi tamanna karenge puri ek din,jb niklegi akhri saans bhool jayenge unko.
UDAASI KA PATHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA, HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA.
chaye hue the badal lekin khoye nahi dard bahut tha dil me par hum roye nahi koi nahi hai humara jo humse puchejaag rahe ho kisi k liye ya kisi k liye soye nahi
Har khushi kam hai, Tera gum bhulane ke liye, Ek tera gum hi kaafi hai, Mujhe umr bhar rulane ke liye