Neend Aankhon Main

Neend Aankhon Main
Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye Tanha Hi The, Kuch Aur Tere Bin Hum Ho Gaye Dil Kuch Tadap Utha, Zuban Bhi Ladkhadai Teri Yaad Main Do Aansu Chupke Se Beh Gaye !
  

Jan, 25 2012     171 chars (2 sms)     1229 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil Tuta To 1 Aawaj Ayi Cheer K Dekha To 1 Cheekh Nikal Ayi Socha Kya Hoga Is Virane Dil Mein Lahu Se Dhokar Dekha To Aapki Tasvir Nikal Ayi
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
Bhulakar to dekho ek baar hume..Zindagi ki har adaa tumse rooth jayegijab bhi sochoge apno ke baare mein tumhe hamari yaad zaroor ayegi..
TERI YADO K CHIRAGO KO JALAYA HR SHAM, TERI BAATO KO BETH KAR DOHRAYA HR SHAM, MANGI HE KHUDA SE TERI ZINDAGI KI DUA, TANHA BETH KAR HAATHO KO UTHAYA HR SHAM
Agar Tum Us Ko Na Pa Sako Jis Ko Tum Chahte Ho To Usay Zaruur Apna Lena Jo Tumhain Chahta Hai Kyun K Chahne Se Chahey Jane Ka Ehsaas Zyada Khoobsurat Hai.
Kafi hai mere dil ki tassali ko yahi baat aap aa na sake aap ka paigam toa aaya
Unse door hone ka irada na tha,Sada sath Rehne ka bhi vada na tha,wo bahot yaad karenge ye jante the hum,par aise bichhad jayenge ye andaza na tha...
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Kaash woh nagmehame sunaaye na hote, Aaaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, Agar is tarah bhool jana hi tha, To itni gahrai se dil me samay ne hote
Tanhai se ho rahi hai har mod pe mulakat, chutne lagi hai ab apnoki bhi sath,ab tum din ka ujala dekho yaro,apni to ho rahi hai ab dhire dhire raat.
Humne pucha kaise ho, jawab na aaya,Is berukhi se hamara dil bhar aaya,Socha galti kiski hai to ye khayal aaya,shayad unhe ye na cheej pasand na aya.
Yu to sadmo me bhi hans leta tha main, aaj kyun bewajah rone laga hu main... baraso se hatheliya khaali hi rahi meri phir aaj kyun lagata hain ki sab khone laga hun main