Use Chaha To Bohat Tha Mgr Wo Mila Hi NhiMeri Lakh Koshish Ka Bawajood Faasla Mita Hi Nhi Hr Kisi Se Pucha Sbab Us Ka Na Milna Ka Hr Kisi Na Kha Wo Tere Liye Bana Hi Nhi Joliyain Utha-2 Kr Use Manga Tha Rab Se Aur Wo Use Mil Gya Jis Ne Use Chaha Hi
Unko pyar karne ka hisaab na aaya..Meri kisi bhi baat ka jawaab na aaya..Hum to jaagte rahe unke hi khayalo mein..Aur unko so kar bhi hamara khwaab na aaya