Likhte hai hum

Likhte hai hum
Likhte hai hum kisi aur ke liye, mere dard ko tum apna mat samjana,Haqiqat me hum unhe chahate hE bepanah,unhe tum mera sapna mat samajna
  

Jan, 25 2012     137 chars (1 sms)     1328 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil laga ke Maine gunah kiya Apne hatho sab kuch apna tabah kiya HuMe chot lagti rahi Us bewafa ne dilse khel khel kar Khub Maza kiya
Har wakt kam me itne na ulaj jaya karo,kabhi hamari yaad ko bhi dil me laya karo.Milne ka vada mat karo par har roz apni awaz to sunaya karo
WOH MERI MUSKURAHAT PAR NISAR HO GAYE HUM BHI TO UNKE LIYE BEKARAR HO GAYE HUMNE TO KAR LIYA PYAR UNSE.WOH KISI AUR KA PYAR HO GAYE.
ZARURI nahi par AISA hua krta h,jisko CHAHO wahi DHOKA diya krta h.JHOOTI KASME khake SATH nibhane ka,har MOD pe RASTA badal liya krta h.
Dil Shab-E-Tanhaiyo Me Jala Nahi Hota,Tu Agar Muzse Zindgi Me Mila Nhi Hota,Bewafa Banke Meri Maut Ka Kafan Siya Tune,Tu Agar Khud Mita Deta To Gila Nhi Hota
Mera din teri raat se acha hoga, Mera dil tere jazbaat se acha hoga, Jis din niklegi teri doli, Ghoonghat utha ke dekhna….. mera janaza bhi teri doli se acha hoga…..
Mohbat mukadar he 1 khwab nahi,Ye wo ada hE jisme sab kamyab nahi,Jinhe panah mili unhe ungliyon par gin lo,Magar jo fanah hue unka kuch hisab nahi.
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
kuch baate jo dil ko chu jaye,kuch yaade jo dil me rehe jaye,kuch log jo hamesa yaad aye,kuch log jo hamesa yaado me sataye,ye sms unke naam…
Yahi sachchai hai, haqeeqat hai, yahi dastoor-e-zindagi hai,Kuch der milte hain hum raahi, phir har koi tanha ho jaata hai.
Sub Puchte Hain kTum ne Shayari Q Chor Di, Mudaton se Kuch na Likha,Kaise Keh Don Main k Ab Dukh Lafzon me Biyan Nahi Hote..............
Kua jaane kya khabar kiski lagi nazar, waadon ko chhod ke, kasmo ko tod ke wo kya bichad gayi, duniya ujad gayi, deepak hai low nahi, main to hu bus wo nahi, wo nahi…