Dil Tuta To 1

Dil Tuta To 1
Dil Tuta To 1 Aawaj Ayi Cheer K Dekha To 1 Cheekh Nikal Ayi Socha Kya Hoga Is Virane Dil Mein Lahu Se Dhokar Dekha To Aapki Tasvir Nikal Ayi
  

Jan, 25 2012     140 chars (1 sms)     17919 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

teri yaadon ka sahara lekar gum galat kiye humne zindagi ke adnaame pe aaj khoon ke dastakhat kiye humne.
Dil laga k mene gunah kiya apne hatho sab kuch apna tabah kiya Hume chot lagti rahi us bewafa ne dilse khel khel k khub maza kiya.
Unki yaad mai aakho se din raat aasu hai barse,Manga jis khuda se b humne unhe,Laut aye khali hath har us dar se,Gunehgar keh kar Mili hume itni saza,par such to ye hai yaro hum to ek gunha karne ko b tarse
Takdir hume us mod par le aayi hai,jaha gum hi gum aur tanhaai hai,baras rahe hai aakhon se aansu,kya isi ka naam judaai hai?
Ye gazlo ki Duniya Bi Ajib hai,Yaha Aansu ka bhi jam banaya jata Hai, Keh bhi Dete Agar Dard-e-dastan,phir bhi Wah Wah Sunaya Jata hai..
“Zulfon KO failaa kar, jab koi mehbooba kabar par roti hai to mehsoos hota hai ki maut bhi kitni haseen hoti hai...
Dard abhi chupa hi tha k tum yad A gaye.Dil abhi dhadka hi tha k tum yad A gaye.shayed nahi thi maut hamare nasib me.bas dum nikla hi tha k tum yad A gaye.
Mohabbat meri unko bekrar karegi,Har dhadkan unka hi intezar karegi,Humne to unse aisa pyar kiya hai ki,Bewafai v 100 janam tak intezar karegi.
Duniya mein bewafaon ki kmi nahi hai.Ab suraj ko hi dekh lo Aata hai Usha ke saath,Rehta hai Kiran ke saath, Aur jaata hai Sandhya ke saath!
Khaa kar zakhm dua di humnebas yun hi umar bita di hum nedekh kar jisko dil dukhta tha.Aaj wo tasver jala di humne.
Jab kabhi aapko gam sataye....Koi baat dil ko na bhaye....Aankhein sagar chalkaye....Yaad kar ke dekhna hume....kya pata ek aansu kam ho jaaye.
Mohabat Krne Walo K Dil Tut Hi Jate He Hath Aksar Hatho Me Chhut Hi Jate He Jinki Wafa Pr Hota H Bharosa Aksar Woh Shakhs Ruth Hi Jaate He.