Gam Ke Mare

Gam Ke Mare
Gam Ke Mare Jo Muskuraye Hain,Aansuoo Ko Bhi Pasine Aaye Hain,Kya Bala Hai Khushi Nahi Malum,Hum To Bus Naam Sunte Aaye Hai.
  

Jan, 25 2012     124 chars (1 sms)     1218 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

"ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me.
Apno k sitam ka hisaab kya rakhna, jo beet gaya pal use yaad kya rakhna! bas ye soch kar muskurate hain, apne ghamo se dusron ko udaas kya rakhna
Hum Laga baithe the dil pathar se,tut gaye yeh khuda ki rza hai.Ungliya dubi hai apne hi khun se,Yeh kanch ke tukre Uthane ki saza hai
Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
Acha Hua K Chhor Gye Tum Hi Raah MIlzam E Bewfai Mere Sr Nhi GyaMuj S Bichr K Zinda Hy Tu Bi Tu Shehar MTuj S Bichr K M Bi Koi Mr Nhi Gya
Hum jise dekhne ke liye jiye ja rahe hai.wo parde pe parde kiye ja rahe hai.tajjub ki baat to yeh hai yaro hum abhi mare nahi aur wo kafn pe kafn siye jarahe h
Teri yadein rakh di sambhalkar,dur kahi is dilse nikalkar,sab kuch to wapas le liya hai tumne dur jakar,in yadon ko b le jana kisi roz aakar..
Wo Kh Raha Hai Dil Se Mujhe Bhula Dega Ajeeb Shaks Hai Itni Kari Saza DegaJafa Karon To Ehsas Usey Bhi Hoga Wafa Karon To Konsa Sila Dega
Wo hamare na Huae to kya gam hai ham to unhi ke hai ya kya kam hai Ha Na gam kam hai na aasu kam hai Baas ab dekh na yeh hai ki Rulane Wale me kitna Dum hai.. Aadab Arz Hai Miyaa.
Duaa na karna hamare liye Hamein duaa ki zarurat nahi Karni ho to baadduaa karna hamare liye Kyon k Kisko ab hamari zarurat hi nahi.
Mohabat main ho agar aur kohi mukaam Who bhee choon loonga De sako aur bhee agar gum To usko bhee le loonga
Mehfil Me Hasna Mera Mizaz Ban Gaya,Tanhai Me Rona ek Raaz Ban Gaya.Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zahir Na Hone Diya,Yehi Mere jine ka andaz ban gaya.