Ishq walo se

Ishq walo se
Ishq walo se pucho unki raat ka aalam,ki unke dil ki halat kya hoti hai,samne se to vo kush dikte hai magar,unke dil ke har kone me kayamat chupi hoti hai.,
  

Jan, 27 2012     156 chars (1 sms)     1280 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye The Teri Kasam Tujhe Apna Banane Aaye The Kis Baat Ki Saza Di Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye The
NEEND AAYE TO KHAWAAB AAYE, KHWAAB AAYE TO AAP AAYE , ISI KASAMKASH ME HAMARI RAAT GUJAR GAYI, NA NEEND AAYI NA AAP AAYE. KAASH BANANE WALE NE DIL SHISHE KE BANYE HOTE, KAM SE KAM TODNE WALO KE HAATO ME ZAKHAM TO AAYE HOTE
Ishq k bazaar mein Ruswai bahothai Pyarke naseeb mein Judaai bahothai Istarah baarbaar gallena lagakaro Rah-e-Mohabat mein tanhayi bahothai
Sanson ka pinjra kisi din toot jyga Fir musafir raste me choot jygaAbi waqt hai yad kr liya karo Kya pta meri zindgi ka dhaga kb toot jyga.
Ansuoo ko palko tale chupaye baithe hai,zakhamo ko aaj hum silaye baithe hai,tu bewafa huaa to kya.....kahi hamari wafa badnam na ho jaye hoto ko isliye dabaye baithe hai.....
Seh liya har dard humne haste haste" ujd gaya ghar mera yaaro baste baste" ab wafa kare to kis se kare yaaro" wafa karne gaye to bewafa hi mile raste raste.. """
Mohabbat karke aye dost pachthana hi padta hai, zigar pe haaath rakh ke dil ko samjhana hi padta hai
Wafaa Ka Naam Na Lo Yaaron Wafaa Dil Ko Dukhati Hai Sach Toh Yeh Hai Ki.Wafaa Ka Naam Lene Se,Phir Ek Bewafaa Ki Yaad Aati Hai.
Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
Tu Naam Ka Darya Hai Rawani Nahi Rakhta,Badal Hai Wo Khokhla Jo Pani Nahi Rakhta,Ye Akhri Tasvir Akhri Khat Bhi Le Ja,Mai Bhul jane walo ki nishani nahi rakhta
Kuch uljhe hue swalon se drta he dil,na jane tnhai me bikhrta hai dil,unko pane ka khayal koi bdi bat nhi bs unko kho dene ke khayal se drta hai dil.
Unse dur jaane ka irada na tha, sada saath rehne ka bhi waada na tha, woh yaad na karenge ye jante the hum, par itni jaldi bhul jayenge ye andaza na tha.