Sukhe phool ko

Sukhe phool ko
Sukhe phool ko todane wala koi nahi, toote dil ko jodane wala koi nahi, kitana khali hai ye dil sayad koi jaan pata, afsos ye hai ine sunne wala koi nahi
  

Apr, 15 2013     153 chars (1 sms)     1783 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mehfil me teri aaye hai to pee kar hi jayenge,pyaar tujhse kiya hai to dil de kar hi jayenge,jeete ji tujhe rota na dekh payenge,maut ke baad bhi tujhe hasta chod jayenge.
KISMAT NE MUJHE KAISI SAJA DI YARO DARD KI YADE FIR SE JAGA DI YARO APNI BEGUNAHI KA SABUT MAIN DETI JARUR,LEKIN USKE ANSUON NE AAG LAGA DI YARO
Kyon Na Lipat Ke sooun Mai Tujhse ae Lahat(Kabr) Ke Maine bhi Paaya Hai Tujhe Jaan Deke !!
Rona pdta hai ekdin muskrane k baad,yaad ate he vo dur jane k baad,dil to dukhta hi hai uske lye jo apna na ho ske mohabbt jtane k baad
MAUT PE BHI YAKEEN HAI, TUM PE BHI ETBAAR HAI, DEKHEN PEHLE KAUN AATA HAI, HUME TO DONO KA INTAZAR HAI.
Badal Gye He Aaj Khud Mausam Ki Tarha..Kal Tak Jo Kehte The Mausam Badalne Wala He
DiLKe Karib AaKar Wo Jab Dur Ho Gaye;Sare Hasin Khwab Chur-Chur Ho Gaye;Humne Wafa Nibhai To Sirf Badnami MiLi;Wo Bewafai Kar Ke Mashoor ho
Vo yaad aaye bhulate bhulate, Dil ke jakhm ubhar aaye chipate chipate , Shikhaya tha jisne muskurana, Usine rulaya hasate hasate.
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.
Raasto me pattharo ki kami nahi haidil mai tute hue sapno ki kami nahi hai hum chahte hai unko apna banana par unke Paas apno ki kami nai hai
pal aisa tha k hum inkar na kar paye zaamane k daar se ikrar na kar paye na thi jin k bina zindagi munasib chor deya unhone or hum sawaal na kar paye........
Kabhi zindagi ke pannon ko ulat kar dekhiyega, Aapko ek shaksh yaad aayega, Bhool jaaoge zamane ke diye saare gham, Jab hamare saath guzara waqt yaad aayega.