Barbad Jo Kare

Barbad Jo Kare
Barbad Jo Kare Koi Zindagi Pyar Ke Naam-Pe,Bewafai-Jo De Jaye Wafa Ke Naam-Pe,Zakhm-Jo De Jaye Dawa Ke Naam-Pe,Khuda-Bhi Ro Pade Aise AnJam-Pe
  

Jan, 27 2012     142 chars (1 sms)     1388 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…
Humne mohabbat mein koi shart toh nahi rakhi thiNa manzur ho tujhe aisi koi hasrat toh nahi rakhi thiFir saath chhodh k chal di tum Tujhse o humsafar iss faansle ki umeed toh nahi rakhi thi.
Mujhe aajmane ka natija kya nikla, dil ka jakhm najro se bhi ghara nikla, Tod kar dekh hi liya tune dil mera, Bata teri tasver ke siva is dil me kya nikla.
Dil Bejuban He Kuch Kh Nhi SktaTeri Khamoshi Ek Pal Seh Nhi Skta Aap Samajh Jaye Dil Ki Baat KoQ..ki Bina Aapke Wo Chain Se So Nhi Skta
KITNA SURUR RAAT KI TANHAI ME THA, CHUP THA CHAND JAISE RUSHWAI MEI THA, LOG JAG RAHE THE IBADAT K LIYE, OR YE DIL TERI YAAD KI GAHRAI MEI THA.
Ek azeb sa manzar Nazar ata he,Har Aansu Samandar Nazar ata he,Kahan banau me Ghar shise ka,,Har Kise Ke Hath me Patthar nazer aata hai...!!!
Gujare hue kal ki yaad aati hai kuch lamho me aankh bhar aati hai vo subah rangin aur sham nirali hoti hai jab aap ki yaad aati hai.
Tanhaiyaan bhi naa mayassar ki hum jee bhar k role, Manale gham thora sa, k ansuoN ko bhar bhar ke role,
ankho me aakar ruk jate hai ansu palko me aaker tut jate hai ansu .ji karta hai bha du inhe per. unhe hunsta dek ker sukh jate hai ansu.
Mohabbat Mein Lakhon Zakham Khaye Humne Afsos Unhe Hum Pr Aitbar Nhi Mt Pucho Kya Gujarti He Dil Pr Jab Wo Kehte He Hume Tumse Pyar nhi
Barbad Jo Kare Koi Zindagi Pyar Ke Naam-Pe,Bewafai-Jo De Jaye Wafa Ke Naam-Pe,Zakhm-Jo De Jaye Dawa Ke Naam-Pe,Khuda-Bhi Ro Pade Aise AnJam-Pe
Jab suraj dhalta hai toh aasman ka rang badal jata hai; Jab kismat badalti hai toh logo ka dhang badal jata hai.