Bankar ehsas meri

Bankar ehsas meri
Bankar ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho, Tasvir bankar Dost meri aankho me rehte ho, Puchhna hai bus 1 sawal hamse dur hokar kya aap khush rehte ho
  

Jan, 27 2012     150 chars (1 sms)     957 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hazar gum the meri zindgi akeli thi,Khushi jahan ki mere vaaste ek paheli thi,Wo aaj bhaag k nikalte hai mere saaye se,Maine jinke liye gum ki dhoop jheli thi.
Hum kisi ki mohabat ka jawab kya de,Khamosh labon ko awaz kya de,Khud mit chuke hai kisi ki mohabat me,Kisi ko pyar ki saugat kya de.
Dil ko dhadkna tune sikhaya, Dil ko tadapna tune sikhaya, aankhon mein aansoon kahin chupe the, unko jhalakna tune sikhaya.
Na-Karni Thi Wafa To Kyo Dil Lgaya Tha,Dil Todna Tuje Kisne Sikhaya Tha.Har Mulaqat Par Hansti Thi bahut,Rulaya kyo,, Kya Kabhi Tuje Rulaya Tha??
Har pal har lamha karte the jinhe hum yaad, kabhi sirf kabhi kabhi hoti thi jisse baat. Aaj wo hi nahin mere paas.Jiski baate soch kar apni tanhai ko bhuljata tha, jinhe yaad kar ke kabhi hasta tha to kabhi udaas hota tha. Aaj wo hi nahin mere paas.
Ye Din Yu hi Guzar Jaenge. Shayad Hum Dost yuhi Bichad jaenge. Naraz Na hona Aap Humari Shararato Se.Yahi to wo Pal he,jo baad me yaad karke ansoo ayenge..
Pyar k irade Takdir badal dete he,Wo hume dekh k nazre bdal dete he,Humne kanto ko B narmi se chhua,Log bedard hote he,Fulo ko masal dete he
Hamari Muskuraht Dekh Kar Duniya Ne Socha Ki Hum Gum Se Khali Hai,Par Unko Kya Pata Ki Jis Gum K Baag Me Duniya Rehti Hai,Hum Us Baag K Mali Hai.
Khak Ho Gaye Zaalim Hum To Tere Pyar Me Jalte Jalte Ab To Aag Me Bhi Tera Hi Chehra Sa Nazar Aata Hai
Utha na sako tum gire phool to is tarah daliyan hilaya na karojinke hotho par tum hansi rakh na sakounki aankho me aansu laya na karo.
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
Roshni kab kam hui ye pata na chalakab khushi gham hui ye pata na chala Unki yaad me is tarah dube hum,ankhen kab nam hui ye pata na chala.