sunn sako to

sunn sako to
sunn sako to kahaani hu main rakh sako to nishaani hu mai pa sako to jindgani hu mai rok na payi sari duniya jise wo ek boond aankhon ka paani hu mai
  

Jan, 27 2012     149 chars (1 sms)     1514 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

"Waqt" kehta hai fir na aaunga teri "ankhon" ko na rulaunga, jeena hai to iss pal ko jee ley, shayad yeh hasin pal kal tak rok na paaunga.
UDAASI KA PATHAR AANSUO SE NAM NAHI HOTA, HAZARO JUGNUO SE BHI ANDHERA KAM NAHI HOTA.
Kaash Ke Unhe Chahne Ka Armaan Na Hota,Main Hosh Mein Hote Huye Anjaan Na Hota,Yeh Pyaar Na Hota Kisi Patthar Dil Se Hume,Ya Koi Patthar Dil Insaan Na Hota.
Dil ke angan se chand ka didar ho gaya,mai divana ho gaya,chand badalo mai kho gaya,maine badal hatne ka intjar kiya,tabtak chand kisi aur ka ho gaya..
Bagair kisi ko jane ikrar na kijiye muskra kar dil ko bekrar na kijiye kabhi kabi gulab,de jata hai zakham har gulab par u aitbar na kijiye
Aisi bewafaai ki usne.. Mohabbat bhi badnam ho gayi.. Apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne.. Ki Hamari kabar bhi nilaam ho gayi...
Wafaa Ka Naam Na Lo Yaaron Wafaa Dil Ko Dukhati Hai Sach Toh Yeh Hai Ki.Wafaa Ka Naam Lene Se,Phir Ek Bewafaa Ki Yaad Aati Hai.
Mere RABBA Bus Tu itni MEHAR Karde,DIL Ye Mera Tu PATTHAR Kar De,SHE Na Payege Hum YAAR Ki JUDAI Uski RUKSAT Se Pehle Mujko DAFAN Kar De,
Hakikat k roop me khwab banta gya,Jaise jaise wo chehra kitab banta gya,Usne kaha pani acha lagta h,Fir mere ashqo ka talaab banta gya
Pyar Mien Humne Kya Paya Kabhi Khud Roye To Kabhi Aap Ko Rulaya Zulm Pe Zulm Karti Gayi Duniya Aur Ek Main Tha Jo Uff Bhi Na Kar Paya
Jinka hamne ashiyana banaya..Unhone hame hi nishana banaya..Bahut koshish ki unhe apna banane ki..Har baar unhone hame begana banaya.
Ajnabee shaher me ajnabee log,meri tanhai par muskurate rahe,main bahot der tak saheta raha,aur wo mujhe baar aajmate rahe.