Suraj ko diya

Suraj ko diya
Suraj ko diya dikhane se kya fayeda, laash ko aag lagane se kya fayeda, Aye shahjahaan, mumtaz to jaa chuki Ab laash pe taj banane se kya fayeda
  

Jan, 27 2012     144 chars (1 sms)     1034 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mohabat mein maine kya kuch nahi luta diya.pasand unko thi roshni aur maine apne aap ko hi jala diya.
Maut Se Darana Chod Diya Hamne Par , Jindagi Se Darte Hain. Tanha Jina Chahate Hain Ye Jindagi Isiliye Apne Saaye Se Bhi Darte Hain
Hijr Ke Mosam Main Ye Barish Ka Barasna Kesa Ik Sehraa Se Samandar Ka Guzarna Kesa Aye Mere Dil Na Pareshan Ho Tanha Ho Kar Wo Tere Sath Chala Kab Tha To Bichadna Kesa.
Khaali ho chala gar mera darde paimana... Toh Saki ko ishara kyo kare...!Mukkadar he hai kuch aisa...Toh Saathi ko Takazaa har bar kyo kare...!
Zakhmo Pr Marhm Nhi Lga Skte, To Zkhm to Mt Do Maut Nhi De Skte, To Jine Ki Umeed To Mt Do Saamne Humare Nhi Rh Skte, To Apni Tasveer To Mt Do Pyar Nhi Krte Ho Agr Humse, To Zamane Ki Duhai To Mat Do
Kya mila Pyar me zindagi keliye,Roz aansu piye kisi keliye,Wo gairo me kushiya manati rahe,Hum taraste rahe ek hasi keliye
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Umr-E-Daraaz Maangkar, Laaye The Chaar Din, Do Aarzoo Mein Kat Gaye Do Intezaar Mein !!
Apno k sitam ka hisaab kya rakhna, jo beet gaya pal use yaad kya rakhna! bas ye soch kar muskurate hain, apne ghamo se dusron ko udaas kya rakhna
Uss ne jo mera saath naa diya. Shayad uss ki koi majburi hogi. Bewafa usse hum keh nahi sakte. Shayad meri mohabbat hi aduri hogi..
zindagi gamo ka pulinda hai, khushiya aaj kal chuninda hai, kabhi yaad kar liya karo iss nacheez ko yaar, yeh shaks abhi tak zinda hai
Na jane ye najre kyon udas rahti hai,na jane ise kiski talash rahti hai,ye jankar bhi ki vo kismat me nahi hai, fir bhi unhe pane ki aas rahti hai.