Tumhare Saath Ke

Tumhare Saath Ke
Tumhare Saath Ke Lamhe Har Waqt Sata-te Hai, Ab Tumhare Aane Ki Bus Aas Lagaye Bethe Hai, Aankhon Mein Ashkon Ko Ab Rok Nahi Pate, Ki Dil Ko Zabaran Sambhale Huye Bethe Hai!
  

Jan, 27 2012     173 chars (2 sms)     1527 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Bujh gaya bhi to kya apne dil ka diya Abi na roenge ham roshni ke liye Dil ka shisha jo tuta to gham Q kare Dard kafi hai bus zindagi ke liye.
Khali shishe bhi nishaan rakhte hain... Tute hue dil bhi armaan rakhte hai... Joh khaamoshi se guzar jaye, woh dariya bhi dil me toofan rakhte hain
Aapko dekhu,ab ye irada bhi baki na raha,tujhe sochu,shayad ab ye haq bhi hamara na raha,kabhi to karti apni majbooriyoin ka khulasa hamse,ki lad jaya jahan se tere liye ye bhi tujhko gavara na raha.
Neend Walo Ko Kya Khabar Iski,Ki Jage Hain Kaun Raat Bhar Tanha..Log Soye The Band Kamro Me,Chand Bhatka Hai Raat Bhar Dar-Ba-Dar Tanha..--
Ishq wale ankho ki bat samajh lete hai. sapno me mil jaye to mulakat samajh lete hai. rota to asmaan b hai pyar ke liye par log use barsaat samaj lete he "
Har Pal Unke Bare Me Sochte He Kabi Khud ko Kabi Khuda Ko Koste He,Jab Unka Bi Dil Chahta He Humse Milna,Fir Kyu Wo Apne Kadmo Ko Rokte He
Hamare Anso Poch Kar Wo Muskrate Hai Isi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai,Hath Unka Chu Jye Hamare Chehre KoIsi Umeed Mai Hum Khud Ko Rulate Hai.
Teri wafa mein sanamna safar ke rahe na vatan ke rahe.Bikhri laash ke itne tukde huena kafan ke rahe na dafan ke rahe.
Tanhaiyon ne jab bhi unhe sataya hoga,Tab tab unhe mera khayal aya hoga,Gam ye nahi ki wo bhool gaye hume,Gam ye hai ki ro-ro k bhulaya hoga
Badi udas hai zindgi tere bin nahi h kuch mere paas tere bin andhera ho ya ho ujala.. aata nahi kuch b raas tere bin
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Wo bewfa nikle to kya hua, kuch dino ka saath to nibhaya tha, Tadapta hua chhod gaye to kya gila, Tadapna bhi to usi ne sikhaya tha.