Hum fir bewafa

Hum fir bewafa
Hum fir bewafa se rishta bana baithe.Fir uski sadgi se dhokha kha baithe.Patthoro se hai talukat apne.Fir bhi sheeshe ka ghar bana Baithe....
  

Jan, 27 2012     141 chars (1 sms)     1276 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aansu ki bundo ko noor kr diya,tanha jeene ke lye majbur kar diya,ye kaisa khel khela takdir ne mere sath,jo dil ke karib tha mere usko hi mujhse door kar diya
Zindagi Mein Aye Hai Kuch Daur Is Tarah Sawan Mein Aate Hain Toofan Jis Tarah Muje Se Door Ho Chuke Wo Mere Apne Kuch Aise Ki Marne Ke Baad Jism Se Rooh Jis Tarah.
Sheeshe ke gharon main dekho to Putther dil wale buste hain Jo pyar ko khail samajhte hain Aur tor ke dil ko haste hain
Hotho pe hasi khil rahi thi, Aakho me dard soya tha jamane walo ko kya pata k ye Aaj hasnewala kal kitna ROYA tha..!
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai Is bechain khamoshi ki wajah kya hai Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai.......
Bhigte rahte hai... Baarish me Aksar..;Kabhi mangi kisi se.. Panaah nahi..!Hasrate puri na ho... toh na sahi..;Khwab dekhna... koi gunah to nahi..
apne dil ki dastan sunane aye hai tabah karne ke baad pyar jatane aye hai ansoo ponch liye the humne kabke magar wo phir rulane aye hai
Meri har khata pe naraj na honaApni pyari si muskan Kabhi na khonaSukun Milta haidekh kr apki muskuraht semuze maut b aa jye to mat rona
Zindagi, Manjil, Waqt Kisi Ne Humara Saath Nahi Diya, Sab Par Se Puri Tarah Bharosa Uth Gaya. Is Duniya Se Ub Gaya Hai Ab Humara Jiya, Kisi Ko Kitna Hi Chaha Kam Reh Gaya.
DARD ME KOI MAUSAM PYARA NAHIN HOTA, DIL HO PYASA TO PANI SE GUJARA NAHIN HOTA, DEKHE ZARA KOI BEBSI HAMARI, HUM UNKE HO GAYE JO HAMARA NAHIN HOTA.......
Mre Honto k Mehkte Hue Ngmo Pe N Ja,Mre SineMe Kai Aur B Gam Palte He,Mre Chehre Pe Dikhawe Ka Tbassum He,Mgr Mri AnkhoMe Udasi K Diye Jlte He
Jin siddato se koshish kar raha hoon ab mai tumhe bhulane ki kabakht kabhi bahut dil se dua maanga karta tha tumhe apna banane ki