raat kya dhali

raat kya dhali
raat kya dhali taare chale gaye gairo se kya gila jab apne chale gaye jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi par unhe jitane ke lye hum harte chale gaye
  

Jan, 27 2012     153 chars (1 sms)     1087 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mujhe aajmane ka natija kya nikla, dil ka jakhm najro se bhi ghara nikla, Tod kar dekh hi liya tune dil mera, Bata teri tasver ke siva is dil me kya nikla.
Lahero ko pyar tha kinaro se, par uski shadi hogai sagar se, kinaro ki pireet lahero ko khinch lati hai, par badnaam na ho mohbat is liye laher laut jati hai.
Jab kabhi koi gam sataye,koi baat dil ko na bhaye,Aankhen sagar chalkayen,baat karke dekhna humse kya pata kuch ansu kam ho jaye!!
sari duniya thai mere janaje ke piche, ek wo hi nahi thai mere janaje ke piche, ho bhi to kese, uska janaja tha mere janaje ke piche.
Agr sath do sanam to apne zakhmon ko se lu bebasi ke lamhe ko pee loo 1bar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jeelu.
Kaash woh nagmehame sunaaye na hote, Aaaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, Agar is tarah bhool jana hi tha, To itni gahrai se dil me samay ne hote
Gamo Mai Bhi Muskurana Chahta Hu Mein, Tumhe Bhulake Ek Nayi Duniya Basana Chahta Hu Mein, Magar Na Jane Kyun Nikal Ate Hai Ashoo, Jab Bhi Tumhe Bhulana Chahta Hu Mein.
Har aik se poocha sabab os k na milney ka,, Har aik ne kaha woh tere liye bana hi nahi
sare sapne tod ke baithe hai sare armman chod kar baithe hai na kijiye humse waffa ki baat abhi dil ke tukdhe jod kar baithe hai .
Saat samandar ka fasla to beshak bahut bada hai Magar do dilon ka fasla to itna chota hai, Ke humein bhi takleef hoti hai, Jab tumhein dard hota haI.
Takdeer k hum staaye gaye he.Pyaar me har taraf se thukraaye gaye he,Aaj hum gum k musafir he,Magar aise hum the nahi banaye gaye he
Kismat Ke Maaro Se Pyaar Kiya Nahi Karte,Darr Darr Ke Hum Kabhi Jiya Nahi Karte,Dil Tutne Ka Darr Unko Hoga,Jo Bichadne Ke Darr Se Pyaar Kiya Nahi Karte..