Badi Muddat Se

Badi Muddat Se
Badi Muddat Se Aas Lagai Hai Maine, Khabar Jo Unke Aane Ki Suni Hai Main, Andhere Mein Thokar Khakr Gir Na Jayein Woh Kahi, Isiliye Apne Hi Daamn Mein Aag Lagai Hai Maine…
  

Jan, 24 2012     171 chars (2 sms)     1351 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Itne karib aye ke dur ho gaye, Itane hanse ki rone ko majbur ho gaye, Aur ansuon ko apana mukaddar bana liya, tanhaiyon ke shahar me ek ghar bana liya.
Kafi hai mere dil ki tassali ko yahi baat aap aa na sake aap ka paigam toa aaya
Haas haas k zindagi ki dua de gaya mujhe, woh shaks bhi ajeeb saza de gaya mujhe…
Mujhe dil diya to tadap bhi de jo ho doosron ka shreek-e-gam. Mujhe aise dil ki tadap nahin jo kisi ke kaam na aa sake.
Zindagi, Manjil, Waqt Kisi Ne Humara Saath Nahi Diya, Sab Par Se Puri Tarah Bharosa Uth Gaya. Is Duniya Se Ub Gaya Hai Ab Humara Jiya, Kisi Ko Kitna Hi Chaha Kam Reh Gaya.
ZINDAGI KI HAR KHWAHISH PURI NAHI HOTI SIRF UMEED SE HAR CHIZ HASSIL NAHI HOTI SACH HAI DIL KI LAGI KABHI NAHI BUJHTI PAR GAM SE PEHLE KABHI KHUSHI NAHI MILTI
Wo mera nahi ye batana ajib lagta hai,Ab us se aankhe milana ajib lagta hai,Chahte the jiska hath thamna umar bhar,Ab us se hath bhi milana ajib lagta ha
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
Ek bar mombati ke ander ka dhaga bola, main jalta hu to tu kyu piglti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu to nikalte hai na.
Har Koi Mujhe Pane Ki Zid Me hai Shayad Koi Mujhe Azmane Ki Zid Me hai.Jiski Chahat hai Mujhe Itni Shidat Se,Wohi Mujhe Bhool Jane Ki Zid Me hai.
Pukarne se pahle hi, dil ki meri sada sunana akela chalne se pahle, meri kabar ke phool chunana wada-e-wafa bas hamare hokar nibhana jaan dene ki baat, app kabhi hargiz na karna......
Uski aankhon may koi dukh basa hai shayad,ya muje khud he veham sa ho gaya ha shayad,maine pocha k bhul gaye ho tum bhi? ponch kar aansu mujse kaha......shayad.