Jab kabhi koi

Jab kabhi koi
Jab kabhi koi gam sataye,koi baat dil ko na bhaye,Aankhen sagar chalkayen,baat karke dekhna humse kya pata kuch ansu kam ho jaye!!
  

Jan, 27 2012     130 chars (1 sms)     1255 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Jab kisi ko kareeb paya kasam se wahi dhoka khaya hai, Kyun dosh dete ho kaante ko, ye zakhm to humne Phoolon se paya hai.
Duniya k liye to tamasha ban gaya, Dekhte hi dekhte mera jaha Jal gaya, Logo ke dil ko mili tapish dosto, Jab aag me mera aashiyana jal gaya.
Jaanta Hu Ke Bewafa Hain Who, Fir Bhi Dil Ke Haatho Fareb Khata Hu. Roz Kehta Hu Ki Bhool Jaaunga Usko, Roz Isi Baat Ko Bhool Jaata Hu.
Mene teri chah me kya kuch nhi sahaTumne b to kabi hume apna nhi kaha Begana kr dia h is jaha meTum nhi 7 or koi mera apna b na raha
Din dhalte-dhalte suraj bhi dhal jata hai, Andhera hote-hote saaya bhi chod jata hai…
Zindagi Me Ithna Bhi Dur Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse Mil Na Paye. Hame Yuhi Yaad Karte Rehna Kahin Hum Aap Ke Dil Se Nikal Na Jaye.
Apni tasveer ko aankhon se lagata kya hai,Ek nazar dekh, tera jata kya hai,Meri rushvai mein tu hai barabar ka sharik,Mere qisse aaron ko sunataa kya hain.
Maine khuda se poochha, "Keemat Kya Hai Pyaar Ki ?.." Khuda bhi Hass k bola, "Aansu Bhari Aankhen Aur Umar Intezaar Ki..."
Hansi ne labhon pe thirakna chodh diya, khwabon mei kisi ne aana chodh diya, nahi aati ab toh hichki bhi humko, lagta hai aapne yaad karna bhi chodh diya.
Ab unki chahat mein yeh naubat aa gayi, Thandi hawa bhi hume jala gayi, Kehti hai aap yahan tadapte hi reh gaye, Mein tumhare sanam ko chuu kar bhi aa gayi
Ek shama buj gai dusri jalau kaise tujse pyar kiya to bhulau kaise, shama to buj kar B jalayi jati he, par is DILse TERi yad ko mitau kaise.
Uski aankhon may koi dukh basa hai shayad,ya muje khud he veham sa ho gaya ha shayad,maine pocha k bhul gaye ho tum bhi? ponch kar aansu mujse kaha......shayad.