Jamana Kuch Kahe

Jamana Kuch Kahe
Jamana Kuch Kahe Uska Ehtram Na-Kar,Jise-Zamir Na Mane Use Salam Na-kar,Sharab-Pee Kar Behkna Hai To Na Pee,Halal Hai Cheez Use Haram Na Kar
  

Jan, 27 2012     140 chars (1 sms)     1447 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai, dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
chandani rat me barsaat buri lagati hai, ghar e lash ho to barat buri lagati hai, mer dil ki bat kya jano, dil me dard ho to har bat buri lagati hai.
Jane kis rang se ruthegi tabiyat uski,jane kis dhang se ab usko manana hoga,mashgala usne ajab diya hai yaro,umar bhar sochiye wo kaisa hoga
Tum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
Hum Jaise Barbaad Dilo Ka Jeena Kya Aur Marna Kya Aaj Teri Mehfil Se Uthe Hai Kal Duniya Se Uth Jaayenge
Paas Hokar Bhi Wo Mujhse Dur Thi.Ye Uski Marzi Thi Ya Wo Majbur Thi.Mere Lie Usne Aansu Kyu Bahaye De Dete Jo B Saja Mujhe Manjur Thi..
Aaj phir doston ne mujhse pochaK tera hasta hua chehra UDAS kyun hai?Barsti aankhonn mein piyas kyun hai?Jinki nazro mein tu kuch nahiWo tere liye KHAS kyun hai
Dil Ke Zakhmo Ko Unse Chupana Pada Palke Bhigi Thi Par Muskurana Pada Kaise Ulte Hai Mohabbat Ke Riwaz Ruthna Chahte The Par Manana Pada. .
Humne pucha kaise ho, jawab na aaya,Is berukhi se hamara dil bhar aaya,Socha galti kiski hai to ye khayal aaya,shayad unhe ye na cheej pasand na aya.
Roya hai dil aankh muskurai hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha humen de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai
Wade to bhut kiye usne ek bhi nibha na ske.Yu dur gye ki waps aa na ske. Jalim ko kbhi yad na aae meri.Ek hm hai jo bhul Ke bhi bhula na Sake.
Kabhi zindagi ke pannon ko ulat kar dekhiyega, Aapko ek shaksh yaad aayega, Bhool jaaoge zamane ke diye saare gham, Jab hamare saath guzara waqt yaad aayega.