YAAD KARTE HAIN

YAAD KARTE HAIN
YAAD KARTE HAIN TUMHE TANHAI MEIN DIL DOOBA HAI GHAMON KI GEHRAI MEIN HUME MAT DHOONDNA DUNIYA KI BHEEDH MEIN HUM MILYNGE TUMHE TUMHARI HI PARCHAI MEIN...
  

Jan, 27 2012     155 chars (1 sms)     1428 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Pyaar sikhakar woh juda ho gaye, Na socha na samjha bas khafa ho gaye, Ab kisko hum apna kahe, woh b auro ki tarah bewafa ho gaye
Hothon pe ulfat ka naam hota hai ankhon me chhalakata jam hota hai talwaaron ki zarurat vaha kise jahan nazaron se Qatl-e-Aam hota hai.
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum. Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum..
Roashni Dekar dub jaana koi suraj se sikhe, Dil dekar dard lena koi humse sikhE Kuch na kehkar dil lena koi unse sikhe, Aur Dosti karke bhool jana koi unse sikhe.
Taqdeer Ne Is Dil Per Itne Zakham Lagaye Muskurane Ko Dil Chaha To Aansoo Nikal Aaye
Na Dil Raha Zakhm Uthane K Kabil Na Hum Rahe Dil Lagane K Kabil Teri Yaadon Ne Diye Zakhm Aise Na Hamein Chora Muskuraane K Kabil
Kafi hai mere dil ki tassali ko yahi baat aap aa na sake aap ka paigam toa aaya
nigahen mila ker kiya dil ko zakhmi,adaayen dikha ker sitam dha rahi ho,wafaoo ka khub badla diya hai,tadapta hua chod ker jaa rahi ho.
Main chup tha tou chalti hawa ruk gayi, zubaan sab samajhte hain jazbaat ki, Sitaaron ko shaayad khabar hi nahin, musaafir ne jaane kahaan raat ki...
Kua jaane kya khabar kiski lagi nazar, waadon ko chhod ke, kasmo ko tod ke wo kya bichad gayi, duniya ujad gayi, deepak hai low nahi, main to hu bus wo nahi, wo nahi…
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare. gar kare to qayamat tak juda na kare. Ye mana k log marte nahi judai main. Magar ji bhi nahi pate tanhai me
Jab B yad karo pyar se karna, jab B muskurana dil khol k muskurana, jab B rona zara kam rona, magar jab kisi ka dil todna ho zara nahi bahot bahot sochke todn