Akela sa mehsoos

Akela sa mehsoos
Akela sa mehsoos karo jab tanhaai mai, yaad meri aye jab judaai mai, mehsoos kar lena tumhare hi pas hoon main, jab chahe dekh lene apni parchaai mai…
  

Jan, 28 2012     150 chars (1 sms)     3197 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sukhe patte gira raha h koi, Bevajah hamein sta raha h koi, Kya kya na lutaya hamne pyar me, Phir bhi ilzaam pe ilzaam laga raha h koi..
Todoge aur kitne dil janaab,Har dil mein khuda basta hai mere yaar,Jab jaaoge khuda k paas,Kyon toda ghar unka,Kya doge iska jawaab??
Yaad toh har koi karega jaane ke baad sache pyar ka pata chal jaayega vaqt aane ke baad kaun kitni mohabbat karta hai nazar aajayega mar jaane ke baad
Dilse teri yaad na jaye to main kya karu..tasvir me tu hi tu aaye to main kya karu..lene ko to le aau tumhe khwabo me,par nind hi na aye to main kya karu.
Phool ki shuruwat kali se hoti haizindagi ki shuruwat PYAAR se hoti haiPYAAR ki shuruwat apno se hoti haiapno ki shuruwat aap se hoti hai
Har kadam pe aapka ehsaas chahiye,Mujhe aapki dosti bhara sath chahiye,Khuda bhi ro pade hamari judai pe,Aisa ye rishta khaas chahiye.
Laut kar aane ka na ikrar kiya, dil ke armano ka na izhar kiya, wapas aane ka wada to karo sanam, phir shikayat karoge ke intezar na kiya....
Barishon k mausam main tumhain yaad karney ki adat purani hai ab ki baar socha hai adatain badal dalain phir khayal aya k.... adatain badalney se barishain nahin rukti....
Dil Walo Ka Apna Jaha Hota Hai Zindagi Junun ishq Imtihan Hota Hai Be Mout Mare Jate Hai MohabbaT Me Log Marne Ka Shauk Kise Kaha Hota Hai..
Najar Milte He Aapse, Meri Sanse Tej Chalti Hai; Khayalon Me Aate He Aapke, Meri Tammnaye Machalti Hai...
Agr khush hai wo dekh k ansu meri ankho me, to khuda ki kasam hum muskurana hi chod denge. Tadapte rahenge use dekhne ko magar uski taraf palke uthana hi chod denge.
Teri duniya se bohot dur chale jayenge,Teri hasti aankhon mein aansu chood jayenge,Aaj tum humse tang ho,Par ek din aap humse tang hone ko taras jayenge.