Apni nakamiyo k tukde talash krte he,Har gali me dard ki aahen talash krte he,Kuch to baat hai uski fitrat me tabhi,Uske laut aane ki raahen talash krte he.
Safar mohabt ka dushwar kitna hai Magr dekhna hai k koi wafadar kitna hai Yahi soch k usay kabi manga nahi maine Usay prakhna hay k wo mera talbgar kitna hai