DIN BHAR TERI YAAD KIYA KARTE HAI AURON SE BHI TERI BAAT KIYA KARTE HAI TERA CHEHRA BASA HAI HAMARI IN AANKHO MAI NEEND HUMEIN NA AAYE BAS YAHI DUA KATRE HAI UNHE AB JA KE HUA YE EHSAS KE HUM UNHE PYAR KITNA KARTE HAI.
Yaad hai teri aur zindagi mein gam hai Manzar hai judai ka aur aankhen bhi nam hain Tu aaye to dhadak jaaye, aa jaaye isme jaan Teri aarzoo hai, dil mein dhadkanen bhi kam hain