Khaylo me ham

Khaylo me ham
Khaylo me ham rahe ye ehsas rakhna, Nazaro se dur sahi dil ke pass rakhna, ye nahi kahate ki saath raho hamesha, dur se hi sahi, hamesha yaad rakhna....
  

Feb, 01 2012     152 chars (1 sms)     1094 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai, Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai, Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe, Sirf ek baar tujhe Dulhan ke roop mein paane ki tamanna hai....
Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehboob uski sarhad.
DIL DOOB RAHA HAI EK KINARA CHAHIYE GIRTE HOYE IS PAIRH KO SAHARA CHAHIYE ANDHERA HI ANDHEA HAI KUCH KAISE DIKHE BHALA ANKHON KO TERI SURAT KA NAZARA CHAHIYE...
Tum Bin Agar Guzara Humara Hota, To Yu Na Aaj Tumko Pukara Hota, Humare DiL Me Sirf Tum Hi Tum Ho, Kash Tumhare DiL Pe Bhi Haq Humara Hota!
Aaoge Jab Ghar Hamare Deep Jala Lenge,Miloge Jab Hamse EID Mana Lenge,Na Dosti Ki Koi Maszid Hai Na Koi Mandir Jaha Mango Dua Tum,Hum Sir Wahi Juka Lenge.
hasin palo ko firse abaad kar rahe the,chand se aap ki hi baat kar rahe the,DIL ko bada sukun mila jankar,ki aap b hamehi yaad kar rahe the....
Har subah aapki muskurati rahe, har sham aapki gungunati rahe, aap jise bhi mile, is tarha mile,har milnewale ko aapki yad aati rahe...
Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga, Jaise amavas ne har raat chand maanga. Ruth gaya woh Khuda bhi humse, Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga
ISHQ KARNEWALE KO DIWANA KEH DIYA, SHAMA PAR JALNE WALE KO PARWANA KEH DIYA, MOHABAT KO DAFNAYA PATTHAR K NICHE AUR LOGO NE USE TAJMAHAL KEH DIYA..
Kbhi ruth kar kbhi mna kar kbhi hansa kar kbhi rula kar hamne to aapse hi sikha hai har pal jina muskura kar
Lekar dil vapas kiya nai jata Yun nazuk dil ko jakham diya nai jata Sachmuch ye dunia zalim hai Pyar hai phir bhi apse jataya nai jata.
Door Ho Kar Bhi Mere Qareeb Ho Mere DiL Se Poocho Kitne Aziz Ho Apni Hatheli Ko Kbi Ghaur Se Dekho Shayd Kisi Lakir Me Mera Bhi Naseeb Ho