Tere husn ki tareef karu to tarana na ban jaye,Teri bewafai ka zikar karu to fasana na ban jaye, Mat ker logon mei itna zikr mera, kahin mera zikr, tujhe chedne ka bahana na ban jaye.
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahin, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahin, kismat ne sab kuchh diya hamen, sirf diya hamara woh yaar nahin.
Kabhi Ati Hai, Khamoshi Say Rat Mein Veeraney Main Kise Waja Say Kis Liye Kis K Liey Ye Keya Hey Ek Ehsas Ek Pyass Phir Bhi Acchi Lagti Hai Unjani Si Phachaani Si Khoobsurat Si Tumhari Yaad.