Tum kya jano kya hai tanhai, ek tute hue pate se puchho kya hai judai bewafai ka ilzam na do hamei, is waqt se puchlo ke kis waqt tumhari yaad na ayi. .
Aakhon se ashk cheen liya krte hai hum, Sabki neende chura liya krte hai hum Ab se jab apki palk jhuke samaj lena, Tab tab apko yaad kiya krte hai hum.
Ajib lagti hai sham kabhi kabhi Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhiSamajh me aye to hame bhi bata dena kikyu karti hai tumhari yaade paresan kabhi kabhi