Kal Rat Meri Ankh se 1 Ansu nikal aya Mai ne usse pucha Tu bahar Q aya?To usne batya Koi Teri Ankhon me itna he smayaK me chah kr b apni Jaga na bna paya
Wo dil,dil nahin hota,jis mein pyar nahin hota, Wo pyar,pyar nahin hota,jo chahat mein bekarar nahin hota Thoda tadapna.thoda machalna,tou hai mohabbat ki ada, Jo in raahon se na guzre, wo yaar,yaar nahin hota.