Gam nahi waha

Gam nahi waha
Gam nahi waha jaha ho fasana apka,Khushia dhundti rahe ashiana apka,Wo waqt hi na aye jab ap udas ho,Ye dunia bhula na sake muskurana apka
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     2343 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Waqt aata hai aur chalaa jata hai iska intezaar aur aetbaar kabhi mat karna jo judaa hokar bhi bar-bar yad aaye itna pyaar kisise mat karna
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
Tum Badle Jahan badla Badli Nazar Zamane Ki Ye Khuch Aansoo Hain Nishani Dil Lagane Ki
Unhon ne apnaa Hath Barhaya hai, Faqat mujhe thamnay k liye, Per main unse ye kese kahon? Mujhe Hath nahi Sath chahiye.
Hum pyr naHi teri nafrat cHahte Hebas tuje bHul ne ka 1 avasar cHaHte He tuje pana meri cHaHat tHi teri yad bHi na aaye aisa din cHaHte He
Dil to unke seene me bi machalta hoga Husn bi sau-2 rang badalta hoga Uthti hongi jab nigahein unki Khud khuda b girte-2 sambhalta hoga
Khayal aya to apka aya, Aakhe bandh ki to khvab apka aya, Socha ke yad karlu bhagavan ko pal do pal, Par hoth khule to naam apka aya.
Tanhai me Fariyad to kar sakte hai. Virane ko to abaad kar sakte hai. Kya hua aap se mil nahi sakte, DIL se yaad to kar sakte hai!
Dil Ko Ata He Jab Bhi Khayal Unka Tasvir Se Puchte He Haal Unka Wo Kbi Humse Pucha Karte The Judaai Kya He Aaj Samajh Aya He Sawal Unka
Zindagi se sabhi ko mohabbat hai, Par zindagi kisi ki mehboba nahi banti, Tamanna lekar jeete hain log, Magar har tamanna taqdeer nahi banti
Gila nahi jo naseebo ne kar dia juda, teri judai bhi ab hume pyar karti hai, Kinare baith k jiske kiye the dil ne karaar,nadi wo bhi ab tera intezar karti hai
kya aalam, kya nazaara kya masti,kya badal yunhi tumhe dekhta raha to ho jaoonga main paagal.