Tumko jante nahi,par chahte He hum Dinbhar khojte nahi,par sochte He humTumare dilme rehte nahi,par tumare He humTumko shayad payenge nahi,par apnaenge hum Jevanme shayad kabi mil na pao,bas bichad jaoge tum Shayad humare na ban pao,par bhula na paoge tum
Yadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai kaano me gunjti sehnai si lagti hai aap karib hain to aapnapan hai, warna seene me saans bhi parai si lagti hai
Ankho Me khwab utrne nahi deta Wo shakhs mujhe chain se Marne nahi deta Bichde to Ajab pyar jatata hai Khato mE Mil jaye to fir had se gujrne nahi Deta
Kahan Koi mila jis per dunya Luta daita... Har ek ne dhoka dya kis kis ko bhula daita... Apne dil ka dard dil mai daba rakha hai... Agar kerte bayan tu mehfil Rula daita.......
Mahek unki aaj bhi meri sason me hai, har ek adaa unki meri in aankhon me hai. woh bhale mita de dil se mera wajud, Magar unki jagah aaj bhi meri in yaadon me hai.
Jaan chali jayegi hamari itna pyar na kariye,Pyaar me bechain hame mere yaar na kariye,Kasam hai aapko na rulaiye hame apni yaad me,Apni betabi ka izhaar baar baar na kariye.