Ye dosti chirag

Ye dosti chirag
Ye dosti chirag hai isey jalaye rakhna,Ye dosti gul hai isey khilaye rakhna,Hum rahey na rahey is jahan mein,Bas hamari yaad dil me basaye rakhna…
  

Jan, 28 2012     146 chars (1 sms)     1159 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aaj har ek pal KHOOBSURAT hai.., DIL me mere sirf teri surat hai, kuch bhi kahe ye duniya gham nahi, duniya se jyada mujhe teri zarurat hai
Har chirag ki lau soyi-soyi thi.Uss sham vo kisi se bichad ke khoyi thi.Naha gaya tha me jugnu ki barish me.Jab vo mere kandhe par sar rakh kar royi thi.
Duniya jise neend kehti hai,jane wo kya cheez hoti hai !ankhe to hum bhi bnd karte hai,par wo unse milne ki tarkeeb hoti hai..!
Umeed ki kashti ko duboya nahi karty... Saahil agr dour ho to roya nahi krty... Rakhty hain jo kisi Dil main tarap kisi ki... Wo log to raaton ko soya nahi krty......
Mera wajood tere naam ka sitara homain jo kahon jo likhon sabhi kuch bus tmhara homera hr dard teri rooh se hokr guzre mera hr ashk teri ankh ka tara ho
Nigaho me aur koi pyaar ke kabil na raha,is kinare ka aur koi sahil na raha,chand jaisa yaar mila hume zameen par,asman ka chand bhi ab didar ke kabil na raha
Ye Ibadat Bada Sila Degi;Gulab Ki Tarha Apke Chehre Ko Khila Degi;Na Chodna Kabhi Mohbat Ki Ibadat Ko,Mohbat Khud Tumhe Mohabbat Se Milayegi
Bahut Udas Hai Dil Ek Pal Ko Aa jao Aaz Aa Kar Meri Dunia Mehka Jao Tume Paane Ko Khuda Se Ki Hein Duaye Apne Pyar Ka Dil Me Deepak Jala Jao
Har baar dil se yeh paigaam aaye JubaaN kholu to tera he naam aaye Tum he kyon bhaye dil ko kya malum Jab nazroo ke saamne haseen tmaam aaye
Iss pal ki tanhai se,es dard ki gehrai se ye dil kuch baat kar raha hai. Zara samjho in fizaon ki juban ko, tumhe koi apna yaad kar raha hai
Bata e ajnabi tera kya naam rakhun, Khawab rakhun to adhura reh jayega, Dil kahun to toot jayega Aa tera naam zindagi rakh doon, Maut tak to tera saath rahega
Har samandar ke kinare hote hai,kuch log jaan se pyare hote hai,phir kyon kehte hai log akele reh jayenge jab ki yaado ke bhi sahare hote hai.