Yaad Karne se Nahi Jatane Se Aati Hai...Ruth Jane se nahi Manane se aati hai..Aap bhale hi yaad na karo..Lekin har yaad ek aas ki tarah simat jati hai.
Is jamane se bahut alag ho aap,Woh khushkismat hai jiske paas ho aap,Hamare liye woh waqt hi haseen hai,Jab hame yaad karke dil se muskura lete ho aap.