Sacha pyar na milta kabhi zindgi me / phir B hum jaise pagal pyar kiya karte hai/ vo kabhi to hamse pyar karenge /Bas isi baat ka intzaar kiya karte hai.
Kisi modpar hum apko khone nahi denge,juda hona bhi chaho to hone nahi denge, chandni rato mein aaegi meri yaad, meri yaad ke wo pal apko sone nahin denge..