khubiyan itni to nahi hum me ki kisi ke dil me ghar kar jayenge par bhulana bhi aasan na hoga jis dil me hum bus jayenge.. Khushi ka har pal ho tumhare liye,baharo ka gulista ho tumhare liye,kamyabi ki manzil ho tumhare liye,Bas 1 pal tumhara ho hamare liye....
Apki yad ne mujhe fir rula diya,bohut khush ho ap zalim jisne hame ye sila diya,2 shabd v likhna na ata tha hume,or aaj apki mohabbat ne mujhe shayar bana diya.