Hoga jo gam

Hoga jo gam
Hoga jo gam apko dard kahi or hoga,Haso jo ap khush koi or hoga,Socho toh jara us anjan k bare mein,Wo anjan hamare siwa or kaun hoga
  

Jan, 28 2012     133 chars (1 sms)     1125 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khuda ek baar Use Mera Bana De,Kitna Chahta Hun Zara Use Bata De,Har Pal Dehkta hun Sapne Usi K,Na Jaagun Mujhe Aisi Neend Sula De..
Nigaho me manzil thi,Gire aur gir kar sambhalte rahe Hawao ne bahut koshish ki,Magar chirag aandhiyo me bhi jalte rahe.
Raston pe na bheth k howa tang keregi Bichere howe logon ki sada tang keregi Mat toot k chaho use aagaz-e-safer main Bicherega jab woh tu ik ik ada tang keregi
Pyr me laakhon zakham khaye humne afsos unhe hum par aitbar nahi mat pucho kya gujarti hai dil par jab vo kehte hai hame tumse pyr nahi
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Rakhna Na Tum Hume Dil Me Apne,Hum Tumhare Dil Ka Dard Ban Jayange,Karoge Yaad Hume Aakhri Saans Tak,Hum Tumhe Itna Bebas Kar Jayenge.
Mere Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai,Mahobbat Aasiko Ko Sirf Badnam Karti Hai,Is Badnami K Bawzud Jo Mahobat Karte Hai,Unhe Marne K Baad Duniya Salam Karti Ha
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar.... Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar....
fir wahi fasaana afsaana sunaati ho, dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho, beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko, to Fir kyon nahi pyaar jataati ho.
Ajnbi se guftgu kya ki kyamat ho gayi or sare sahar me ye khabar aam ho gayi!Ab tumhare bina1pal b karar muskil hai,kyuki dosti ka irada tha or mohbbat ho gayi
Kya kahoon teri taareef mein, Har lavz adhura sa lagta hai, Ye alfaaj kya kahenge tarif teri, Tu khud ek tarif sa lagata hai !
WO din din nahi,woh raat raat nahi,wo pal pal nahi,jis pal teri baat nahi,ki teri yadon se maut hame alag kar sake,maut ki bhi ye aukat nahi.