HUMNE SOCHA HUM

HUMNE SOCHA HUM
HUMNE SOCHA HUM HI CHAHATE HAI AAPKO, PAR AAPKE CHAHNE WALO KA TO KAFILA NIKLA, SOCHA KHUDA SE SHIKAYAT KARU, TO KHUDA BHI AAPKA CHAHNE WALA NIKLA
  

Feb, 01 2012     146 chars (1 sms)     1182 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi.
Kahan se aati hai yeh Hichkiya... kaun Fariyad karta hai...Upar wala use Hamesha Salamat rakhe...Jo HUME dur rehkar bhi yaad karta hai.
Us ajnabi ka youn na intezaar karo Is aashiq dil ka na aitbaar karo Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso Itna kabhi na kisi se pyaar karo
Tanhai Hai Pyar Me,Barbadi Hai Pyar Me,Aansu Hai Pyar Me,Bebasi Hai Pyar Me,Hum Ko Sab Pata Hai Lekin Kya Kare Hum Bhi Hai Pyar Me
Main teraa na hua haqeeqat me ek fasaana magar chaahunga jhooth hi kehde ke tu meri hai taa-umr meri jee jaaunga
Mumkin nahi shayad kisi ko samajh pana, samjhe bina kisi se kya dil lagana, asan hai kisi se pyar jatana, bahut mushkil hai kisi ka pyar pana...
Bahut Udas Hai Dil Ek Pal Ko Aa jao Aaz Aa Kar Meri Dunia Mehka Jao Tume Paane Ko Khuda Se Ki Hein Duaye Apne Pyar Ka Dil Me Deepak Jala Jao
Kaise kehdon zindagi ko teri jaroorat nahi, jhooth kahta hoon jo kahata tujhse mohabbat nahi. ji kahta hai chal kisi maykhane me, aaj kuch thik apni tabiyat nahi.
Bhigte rahte hai... Baarish me Aksar..; Kabhi mangi kisi se.. Panaah nahi..! Hasrate puri na ho. toh na sahi. Khwab dekhna. koi guna nahi
Tumko jante nahi,par chahte He hum Dinbhar khojte nahi,par sochte He humTumare dilme rehte nahi,par tumare He humTumko shayad payenge nahi,par apnaenge hum Jevanme shayad kabi mil na pao,bas bichad jaoge tum Shayad humare na ban pao,par bhula na paoge tum
Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shuru Dobara Intazar Ho Gya
Hasrat he sirf unhe pane ki, Or koi khawais nhi is Diwane ki, Sikwa muje unse nhi khuda se he, Kya jarurat thi unhe itna khubsurat banane ki.