wo aankhon mein ashq liye bethe hai, hum bhi unke pyaar pagal hue bethe hai, hum to jaan dene ko bhi tayyar hai, magar vo hamari jaan bane bethe hain..
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,Jaane kya baat hai aap mein,Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya.