Mangu Bas Tujse

Mangu Bas Tujse
Mangu Bas Tujse Wo Ibadat de De, Tere Khazane Se Thodi Si Mohabaat De De, Ya To Tu Muje Umar Bhar ka Sath dede,
  

Jan, 28 2012     111 chars (1 sms)     1096 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohabbat mujhe thi usi se..SanamYadaon me uski yeh Dil tadpta raha Maut bhi meri Chahat ko rok na saki Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha.
ZINDAGI KI RAHO ME TUMHE JO GUM MILENGE, MERE HAUSALO SE KAM MILENEGE, KHUD KO KABHI TANHA PAO KABHI, YAAD KAR LENE HAME, SAAMNE HUM MILENGE.
Ye dua hai- apki zindgi sawar jaaye,har nazar me bas pyar nazar aaye,jiski talash me niklo tum.khuda kare wo khud tumhari talash me aaye...
WAQT Ke Dayre Kahin Se Nikal Na Jaye,AAPKE Dil se Hum Utar Na Jaye,HUM Roz Yaad Dilaya Karenge Apni,WARNA Aap Hume Bhul Na Jaye.
Chaha tha jisko use bhulaya na gaya, jakhm dil ka logo se chupaya na gaya, judai k baad bi itna pyar karta hai dil use, k judai ka ilzam bi us pr lagaya na gya.
Kuch rahe na rahe, teri mohabbat ka sahara rahe Pyar main dooba, hamesha ye dil hamara rahe Khushian teri, sare ghum mere hon dua yehi hai Ankhoon main, sada chehra tumhara rahe
Juda rehkar bhi woh satane se baaz nahi ate, Dur rehkar bhi wo dil jalane se baaz nahi ate, Hum to bhulna chate he unko, Magar wo khwabo me ane se baaz nai aate
Loot na jaye koi khushi apki, Bahot achhi lagti he hansi apki, Muskan se bhri ho zindgi apki, Mere dil me a dost yade basi Hai aapki...
KHOON KI SYAHI BANKAR TUMHE LETTER LIKHNA CHAHATA HU PAR KYA KARU TUM MERI RAG RAG ME BASTI HO, TUMHE ALAG NAHI KAR PATA HU.
Dilse tera khayal na jaye to kya karu, tu hi bata tu yaad aaye to kya karu, hasrat ye hai ki ek nazar tujhe dekh lu, magar kismat wo lamha na laye to kya karu
baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi le gayaa chhin ke kaun aaj meraa sabr-o-qarar beqaraari mere dil ko kabhi aisi to na thi
Badal ki tarah awara he hum Aap bhula nasakoge wo nazara he hm Jo Tut k fanah ho jayega apki 1 khwaish k liye Aasmaka wo andekha sitara he hm.