Tera pyaar hum

Tera pyaar hum
Tera pyaar hum is tarah nibhayenge, tum roz khafa hona hum roz manayenge,par man jana manane se, warana yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.
  

Feb, 01 2012     142 chars (1 sms)     1188 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sachai jane bina koi fesla na lena,Kisi k pyar ka kabhi Imtihan n lena,pyar nhi Ye waqt bewafa he,kahi Kisi ko matlabi samj k bhula na dena
Jakhm ki baat nhi heJane dard Q hota heDhokhe ki baat nhi heJane viswas Q hota heJante hue ki bewafai heNa jane fir bhi pyar Q hota he.
Tum ko chahtey hoey bhi bhool jana acha laga... Ansoon ko chupa kar muskurana acha laga... Tum ajnabi they meray liey mager apna jaan kar acha laga... Pehchan to ik pal ki thi mager sadiyon se jaan kar acha laga.......
PEENE KI ADAT PILANE KI AADAT, NAJRON SE NAINE MILANE KI AADAT, NAINE MILAYE BHI TAU KAISE, UNHE HAI NAINE JHUKANE KI AADAT.
Mohabbat Aur Mout Dono hi bin bulaye Mehman hai. Kab Aa jaye koi nahi janta,Dono ka Ek hi kam he Ek DIL Le jatihe To Dusri DHADKAN Le jatihe
Nikalte H Aansu Jb Mulaqat Nhi Hoti Toot Jata Hai DiL Jb Baat Nahi Hoti.Teri Jaan Ki Qasam Tu Yaad Na Aaye,Aisi Koi Subha Aisi Koi Raat Nahi hoti.
har mod par suruaat ho sakti h.dur rehkr b baat ho sakti h.maana ki ham aapse dur hai bhut.par aakh band kar lo to mulaakaat bhi ho sakti h.
Har pal ne kaha ek pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao
Rukwa Dena Mera Janaza Galib Jab Unka Ghar Aye SHAYAD Wo Jhak Le Khidki Se Aur Mera Dil Dhadak Jaye
Wo So Jate He Aksar Hame Yad Kiye Bgair Hame Nind Nhi Ati Unse Bat Kiye Bgair Ksur Unka Nhi Hmara He Uneh Chaha B To Unki ijazat K Bgair.
Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...
kabhi kaha na kisise tere fasane ko, jane kaise khabar lag gayi zamane ko! Dua bahaar ki mangi to itni ful khile, Kahin jagah na mili mere aashiyane ko!!