Chaar Din Ka Hasna Tha Zindagi Bhar Ka Rona Jholi Pa Beithe Hum Kahan Zaalim Duniya Ki Baaton Mein Aa Beithe Aaj Fir Tdpe Dil Uski Yad Mein Najane Kyun Aaj Fir Uski Yad Ke Moti Palko Pe Saja Beithe
Rango ki fuhar se tarbatar huye kuch aise wo..Andaaze khafa se chaldiye..Uff Andaaz apna dekhte hai aaine me wo..Aur ye bhi dekhte hai..Koi dekhta na ho
Zindan_e_Ishaq Mein Jo Griftaar Ho Gya Kisi Kaam ka Na Raha Bekaar Ho Gya Jiss rooz keh usey Mehboob ka Deedar Ho Gya Us din se Shuru Dobara Intazar Ho Gya