NAZRO SE SHURU

NAZRO SE SHURU
NAZRO SE SHURU HOTA HAI PYAAR, DO DILO ME EK SATH PANAPTA HAI PYAAR, JO MUMKIN NAHI HAI IS DUNIYA ME KaiSE BHI, AISE NA MUMKIN KAAM BHI KAR DIKHATA HAI PYAAR.
  

Jan, 31 2012     158 chars (1 sms)     1291 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

kABHI Gamo se TumHari mulaqAT nA ho...Udaas bethe ho aise koi baat na ho...shiqayat ho to maaf kerdena...fursat main bethe ho humien yaad ker lena..
Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye
"sajti rahe khushiyo ki mehfil, har mehfil khushi se suhani bani rahe. Aap zindagi me itane khush rahe, ki khushi bhi aapki diwani bani rahe.
AAPKO BHUL JAYE NAMUMKIN SI BAAT HAI,AAPKO NA HO YAKIN YEH AUR BAAT HAI,JAB TAK RAHEGI SAANS TAB TAK RAHOGE YAAD,YEH SAANS TUT JAYE TO AUR BAAT HAI.
ye kaisaa hai ehsaas, tu hi tu hai dil ke paas, neend hai ki aati nahin, aur badhti jaati hai pyaas!!!
Agr kush he wo dek k ansu meri anko me,2kasam he kudaki hm hasna chod dege,tadpte rahege use dekne ko magr,uski taraf palke utana chod denge
Chaha hai tuju ko chahat sy zayda..Samja hai tuj ko mohabbat sy zayda..Ye main janta hoon ya Dil janta hai.......
Prerna Lete Hai Tumse Aur Kai Nazm Bayan Karte Hai Jab Kehna Ho Haal E Dil Tumse Bas Aaine Se Baatein Kiya Karte Hai
Yaadon mein tum, khwabon mein tum Aankhon mein tum, dil mein tum Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum.
Her baat k baad tumhari yaad ati ha, Chup reh kar b dekh liya hum ny, khamoshion sy b tumhari awaz ati ha.
Aapki muskan hamari kamjori hai.Keh na pana hamri majburi hai.Aap kyon nahi samajhte is khamoshi ko.Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai.
SAMJHA DO APNI YAADO KO BIN BULAYE AAYA KARTI HE, AAP DUR REHKAR STAATE HO, MAGAR VO PAAS AAKER RULAYA KARTI HE.