Aap ko dekh kar

Aap ko dekh kar
Aap ko dekh kar ye nigah jhuk jayegi, khamoshi ab har baat keh jayegi, padh lo in aankhon mein apni dastan, aapki kasam sari kaaynaat wahi tham jayegi.
  

Jan, 28 2012     151 chars (1 sms)     41541 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil cheer k dekh lo mera, Tasveer usi ki hogi,Kabhi hille agar is Dil k darwaje, Toh aahat usi ki hogi. Pyar ka jazba bhi kya khwaab dikha deta hai Ajnabi chehre ko mehboob bana deta hai
Kab se khamosh ho aae jane jaha kuch to bolo.kya abhi aur sitam dhane ko dil karta hai.ro ro k hum se puchha dil k chhalo ne.basti dur basa li dil me basne wale
Asqo Se Nahi Bujhte Shole Dard-E-Pyar Ke,Maut Bhali Is Lambe Intzar Se,Marte Hai Roz Bina Didar-E-Yar ke,Tanhai Achchi Thi Is Dikhave ke Pyar Se.!!--
Pehle kabhi tanha na tha yeh dil kisi ki yaad me, Phir aaj kyu yeh tera naam pukare ja raha hai. Humne to sirf basaya tha tujhe is dil me, Phir aaj kyu yeh tujhe apna banaye ja raha hai.
Tarasta hai dil teri aawaz k liyeTere mohabbat bhare chand alfaaz ke liye Kardo humein fannaa aapni is ada se Tarrapte hai hum teri is saza k liye.
Dil k zakhmo ko unse chupana pda,palke bhigi thi pr muskurana pda,kaise ulte h mhbbat k ye riwaz,ruthna chahte the hum pr unko manana pda
dhoop ho ya ho sehra tere sath chalunga yakeen na ho to aazama lo mujhko tere dukh ko sehlenge hanskar agar apne jism ki chadar bana lo mujhko
Har pyaar me izhaar nahi hota,Ye dil yuhi bekaraar nahi hota,Wo khush rahe.. Hum ji lenge,Par unke bin dhadkan ka ehsaas nahi hota.
Hui Hai Hum par tumhari kuch aisi Inayat ki, har pal tumhe hi sochte hai kaise kahoon tumse wo dil ki baat, ki har pal ek bahana khojte hai.
Muskan k dayre me har pal khusi nhi hoti,ansu k dayre me harPal gam nhi hoti. Kuch riste aise hote hai duri kitne b badha jaye pyar kabi kam nhi hoti.
Her Aik K liye Na Khula Rakh Esay Ye Dil Hay Esay Bazaar Mut Bana
hum agar khushi se mare to tumhe pa kar marenge agar gum se mare to tumhe khokar marenge ge gum hoga na koi dunia se jaane ka jaise bhi mare tere hokr marege