Hum jaise dost

Hum jaise dost
Hum jaise dost nahi sabhi ke liye, ye tohfa hai kisi- kisi liye, Kyun jala rakhi hai shamma buza dijiye, Kya hum kam hai roshni ke liye ..
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     1096 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kyu mere liye koi Intzar karega,Apni Zindgi mere liye bekrar karega.Me kya hu Meri Hasti hi kya hai,Kya dekhkar humse koi Pyar karega.
Chahat he ki tujhe mayusi na mile,Aansuvon ko teri ankhon me ijazat na mile,Itni khushiya bhar jaye daman me,tumhare Tujhe rone ki kabi fursat na mile
Humse koi gila ho jaye to maaf karna,Yaad na kar paye to maaf karna.Dil se to hum aapko bhulenge nahi,Ye Dil hi ruk jaye to maaf karna!
Door waadiyoN mein dhundley badal chupkar parvat se milne ka intzaar karte hain, Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
EK DIN AAP HUMI KO CHAHENGE DEKH LENA HUM KHUDA SE AAPKO MAANG LAAYENGE DEKH LENA SHAYED AAPKO HUMAARI MOHABBAT KA EHSAAS NAHI AAPSE HI ISKA EHSAAS KARVAYNGE DEKH LENA
Usne hothon se chukar pani ko gulabi kar diya,Usne hothon se chukar paani ko gulabi kar diya,Hamari baat to aur thi yaaro,machliyo tak ko bhi sharabhi kar diya.........
Beshuk kuch waqt ka intezaar mila humko,par khuda se badkar yaar mila humko,na rahi tamanna kisi jannat ki,dosti mein itna pyar mila humko..
Mothers are the rock that we lean on in almost all our troubled times and the wings that we depend on to take that flight towards our dreams.
Mohabat ki hr gali gumnam kyu h,Judai aur Maut ishq ka anjam kyu h,Log kehte h ise nam khuda ka,To fir ye mohbbat itni badnam kyu Hai
Dil me har raaz daba krakhna,Honto pe muskurahat saja k rakhna,Ye dunia sirf khusio me sath deti he,Is liye apne ansu ko chhupake rakhna.
Chupkese chand ki roshni apko chu jaye.. Dherese hawa kuch keh jaye.. Dilse jinhe chahte ho unhe manglo khudase.. Hum dua karenge Kubul ho jaye
Na to yaado ko yaad rakhte hain..Na hi sapno ko saath rakhte hain...Hum to bus unko yaad rakhte hain..Jo hame dil ke paas rakhte hai..