Dil Ke Kone Se Ek Aawaz Aati Hai, Hame Har Pal Aap ki Yaad Aati Hai. Dil Puchta He Bar Bar Humse, Jinhe Hum Yad Karte Hai itna Kya Unhe Bhi kabhi Hamari yad Aati hai?
Kaash ye zalim judai na hoti... Rabba tune dil cheez banayi na hoti... Na hum unse milte aur na pyar hota... zindagi jo apni thi aaj parayi na hoti.....