KASAMSE TUJE KABHI BHULA NA PAYENGE HUMMAR JAYENGE LEKIN TUJE RULA NA PAYENGE HUMRAKHA HE DILKI US JAGAH PE TUJE KAB KISI or KO VAHA BITHA NA PAYENGE HUM.
Socha tujhko phool kahu maiLaikin phool bikher jata hai,Socha tujhko khowab kahun maiLekin khowab to mar jata hai,Socha tujhko shaam kahun maiLekin shaam to dhal jati hai,Or tu dhalti shaam nahi hai,Tera koyi naam nahi hai.
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,Jaane kya baat hai aap mein,Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya.
Yaado ko teri humne khone na diya, gumo ne bhi chup hone na diya. aankhe to aaj bhi bhar aayi teri yaad me, par teri di hui kasam ne hume rone na diya.!