nazre tumhe dekhna chahe to aankho ka kya kasurhar waqt khusbu teri aaye to saanso ka kya kasur waise to sapne puch kar nahi aatepar sapne hi tumhare aaye to raato ka kya kasur
Hazaro ki ginti to hame nahi aati,par khayal kuch aisa hai,ke ret ka har zarra agar nayab hira ban jaye,to tohfe me aapko registan dene ki khwaish rakhte hai.
gulab mohabbat ka pagam nahi hota,chand chandni ka pyar sare aam nahi hota,pyar to hota hai man ki nirmal bhabnao se,varna uun hi radhey-krishna ka naam nahi hota.
EK BAHANE SE AAPKO MAIL KARTE HAIN, HR PAL AAPKI KAMI KA EHSAAS KARTE HAIN, ITNI BAAR AAP SAANS BHI NA LETE HONGE, JITNI BAAR HUM AAPKO YAAD KIYA KARTE HAIN.