Chaho tum jise chahat se zyada,Sapne dekho tum jiske nind se jyada,Mango tum jise mannat se jayada,Khuda kare wo bhi tumhe pyaar kare Apni sanso se zyada.
Kitni mohbhat hai tumse humse bataya na gaya, shyad tum samaj n sake ya humi se samjaya n gaya. Tumne Karib aane ki koshish na ki aur humse haath badhaya na gaya.
Koi gila, koi shikwa na rahe aapse, yeh aarzoo hai ki silsila rahe aapse, bas is baat ki badi umeed hai aapse, khafa na hona agar hum khafa rehein aapse