Tammana se nahi

Tammana se nahi
Tammana se nahi tanhai se darte hain pyaar se nahi ruswaai se darte hain milne ki to bohat chahat hai par milne ke baad judaai se darte hain
  

Feb, 01 2012     140 chars (1 sms)     1484 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ek baar jo gale lag ke rone diya hota,Hamne bhi koi pal mohabbat ka ji liya hota,toot ke bikher jate aapke kadmo m,aapki sanso ne mera nam to liya hota
Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Dua Me Labo Par Swaal Rakhna Nigaho Me Apni Kamaal Rakhna Dena Chahte Ho Agar Khushiya HameTo Sadaa Khush Rehna Or Apna Khyal Rakhna.........
Sochta Hu Kya Use Nind Ati Hogi Ya Meri Trah Sirf Asq Bahati Hogi Wo Meri Shakl Mera Naam Bhulane Wali Apni Taswir Se Kya Ankh Milati Hogi.
lamhe judai k bekarar karte hain haalat mere mujhe laachar karte hain aankhe meri pad lo kabhi ham khud kaise kahe ki aapse pyar karte he
Chaman me phool khilen to Aapke liye, gagan me taare nikle to Aapke liye, gum ke baadal hume gher le, barsaat ho khushiyon ki to sirf Aapke liye
Jan He Zindagi Se Pyari,Jan K Liye Kar Doon Kurbaan Yaari,Jaan Ke Liye Chod Doon Duyina sari Ab Tumse Kya Chhupaana,TumHi Toh Ho Jaan Hamari.
Aap Lakh Bhula k Dekhlo Hum DilSe Yaad Ayenge,Honge Apke Bade Chahne Wale,Hum Sabse Badhke Chahenge.Aap Paani Pi Pi k Thak Jana Hum Hichkia bankar yaad ayenge
Mangi thi dua maine Rubse,Dena jo alag ho sabse,Mila diya humko tumse,aur kaha Sambhalo ise,Ye ANMOL he sabse..
Tum Hame Rula do to gam NahiTum Hame Bhula Do to Gam nhiPr Agar Tumhe laga humne tumhe Bhula DiyaToh Samajh Lena is Duniya Me hum nahi
Kabi raat me tare gin kar to dekho, jitna tum gin paoge utna tum mujhe yaad karte ho, Jitne baaki reh jayege utna mai tume yaad karta hu
Geele Kagazki Tarah Hai Zindagi hamari, Koi Jalata Bhi Nahi Koi Bahata Bhi Nahi, Is Kadar Akele Hai Dilki Rahon Me, Koi Satata Bhi Nahi Koi Manata Bhi Nahi...