Dilki hasrat zuba par aane lagi, Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi. Yeh ishq ki inteha thi ya meri diwangi, Har surat mein surat teri nazar aane lagi
Dil se tera khayal na jaye to kya karu? tu hi bata teri yaad aaye to kya karu? hasrat hai ki ek nazar tujhe dubara dekh lu kismat woh lamha na laye to kya karu?
Kisi dard ko sambhal pana asan nahi Haste hue har pal ko bitana asan nahi.Zindagi me har koi dil me nahi bas pata.Or us 1 base hue ko bhul pana asan nahi.